


Hello sir
Complain Detail:-> Sir mana Olx par phone Dhakha the iPhone 6s Vikram naam k a admi k Wo apna apko Ki Thal sana k Jawan bata Raha tha mana Ussa phone ki baat kari usna 13000 k lagbahg paisa batai or kaha ki IGI Airport terminal 3 k Adderes diya m gaya or terminal 1 par bait gaya usna kaha ki mare paytem m 2020 Daalo yaha par Security jama hogi or mana uska paytem m 2020 Daal diya uska baad Thodi dar baad uska phone ata hai ki 10000 Daalo yaha par mara security bill 10000 k bana hua hai fir mana 7890 rupee uska paytem m Daal diya fir usna kaha ki ki mara paas paisa nahi ayi fir mana paytem help line no par baat kari to unhona kaha ki payment successful ho gaye Dobara paisa mat Dalna uska bad mare ussa baat hui usna kaha ki ap 1000 dallo or m 5 minute M Ladka bhaj Raha hu Phone laka mana Dobara 1000 or bhaj diya ussa hamare 11000 m baat hui thi phone ki last Fir mana Ussa phone kara to wo Ya kah Raha hai ki Jo hota ho wo karlo phone nahi dunga Paytem no 8824752570 Sir apsa Gujrish hai ki Is Criminal kai khilaf Jald s jald Karavai kare or mara paisa Wapis Dilwane ki Kosis kare
- Complained by Arshad ali
- No of Views 303
Comments (0)